Kholkar rakhane se darvaaze aur khidakiyaan
keval dhoop hi nahi aati
gharon main chamachamaakar
balki
aati hain saath usake
gandi aur bekaar dhool bhi
hum, gharon ke par band nahi rakhate
darvaaze aur khidakiyaan
jite hain balki dhoop ko
aur
aur dhool buhaar baahar karte hain
1 comment:
Yo!!! GC shai hai yaar koi to mila hindi mein likhnewala remain assured of atleast one ardent fan
Post a Comment